In this 71th Independence Day, we present to you some humble and patriotic dialogues from Bollywood movies that will make you more patriotic.
Mard marta hai toh apni aankhen tirange ki taraf karke marta hai … aur yeh sochta hai ki phir se is desh ke liye kab pehda hoon
Ek sachche desh bhakt ko hum fauj se nikaal sakte hai … lekin uske dil se desh bhakti nahi
Saale apne khud ke desh mein ek sui nahin bana sakte … aur hamara desh todne ka sapna dekhte hain
Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!
Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai … kis kadhar khush naseeb hai woh log … khoon jinka watan ke kaam aata hai
Tum doodh mangoge hum kheer denge … tum Kashmir mangoge hum cheer denge
Jis desh mein pehda hue ho tum, us desh ke agar tum bakht nahi … nahi piya doodh maa ka tumne, aur baap ka tum mein rakht nahi
Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon
Tum log parivaar ke saath yahan chain se jeeo … is liye hum log roz border par marte hai
Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A